ALLAH K WALI

ALLAH K WALI
Google Search

Quraani Malumat

Quraan Paak Main...


Sipary     (30)

Sajdy      (14)

Munzil     (7)

Surtain   (114)

Makki      (86)

Madni     (28)

Ruku       (540)

Aayat      (6666)

Hurf        (323760)

Zabar      (53243)

Zair         (39582)

Paish      (8804)

Madh      (1771)

Shudh     (1243)

Nuqty      (105681)

Alif           (48872)

Ba             (11228)

Ta             (1199)

Sa              (1276)

Jeem        (3273)

Ha             (973)

Kha           (2416)

Daal          (5642)

Zaal           (4697)

Ra              (11793)

Za               (1590)

Seen          (5891)

Sheen        (2253)

Suad         (2013)

Zuad         (1607)

Tua            (1274)

Zua             (842)

Aaen          (92200)

Gaen          (2208)

Fa                (8499)

Qaaf            (6813)

Kaaf            (9522)

Laam          (3432)

Meem         (26535)

Noon           (26560)

Wao             (2556)

Ha                 (1907)

Laam Alif   (3720)

Hamza        (4115)

Ya                 (25919)

Hain.






Qurani Malumaat


1.     Lafz Quran k mane Tilawat karne k hain.

2.     Quran-e-Paak k Hurf ki tadad “323760” he.

3.     Quran-e-Paak ki ayat ki tadad “6666” or ruku ki tadad “540” he.

4.     Quran-e-Paak main Zabren “53223”, Zeren “39582” or Paish “8804” hain or ye hujjaj bin yousuf ne lagain.

5.     Qura’an-e-Paak main Makki sorten “86” or madni sorten “28” hain.

6.     Quran-e-Paak ki sorton ko makki or madni kehne ki wajha ye he k or sorten jo hijrat se pehle nazil huin in ko makki kaha jata he or jo hijrat k baad nazil huin in ko madni kaha jata he.

7.     Quran-e-Paak ki surat “Toba” ye wo surat he jis k shuru main na hi bismillah likhi jati he or na hi parhi jati he.

8.     Quran-e-Paak ki surat “Rehman” ko Quran ki zinat kaha jata he.

9.     Quran-e-Paak main lafz ALLAH “2697” or Mohammed (Sallaho Alehe Wassalam) “4” Maqamat pe aya he.

10. Quran-e-Paak k sab se pehle hafiz ka naam “Mohammed (Sallaho Alehe Wassalam)” or aap k wisal k waqt haffaz ki tadad “22” thi.

11. Quran-e-Paak main kul “14” sajde hain or pehla sajda “9” pare main he.

12. Quran-e-Paak ko Khalifa-e-Awal “Hazrat Abu Bakar Siddiqu (Radi Allaho Anho)” k zamane main “75” sahaba kiram ne milkar Quran-e-Paak ko kitabi shakal di.

13. Quran-e-Paak ka Rasam Alkhat “Hazrat Jibraeel (Aleh Salam)” ne banaya.









What is Quran?

"ALLAH ki kitab" jo pori kainat ki sardar,
Kitab ko lane wala "Jibrail (Aleh Salam)" jo farishton ke sardar,
Jis par Kitab utri wo nabiyon ke sardar "Mohammed (Sallaho Alehe Wassalam)",
Jis ummat par utri wo ummaton ki sardar "Musalman",
Jis sheher main uttri wo shehron k sardar "Makkah,Madina",
Jis mahine main uttri wo mahino ka sardar "Ramadan",
or jis raat mukamal hui wo raton ki sardar "Shab-e-Qadar",

Ye He Wirasat Humari......!


"Niyat kitni bhi achi ho dunya tumko tumhary dikhawe se janti he
or
Dikhawa kitna acha bhi ho ALLAH tumko tumhari niyat se janta he
Think about it........!

No comments:

Post a Comment

Please Share this blog to everyone!
Hadees ka mafhom he k Achi baat ko dosro tak pohnchana bhi Sadqa e Jariya he....!