ALLAH K WALI

ALLAH K WALI
Google Search

Friday 2 September 2011

Eek Buzurg Ki Ajeeb Halat


Eek Buzurg Ki Ajeeb Halat

Eek buzurg farmate hain k main ne makkah mukarama main eek faqeer ko Khana-e-Kaba ka tawaf karte dekha. Jis ne apni jaib se eek parcha nikal kar dekha dosre or teesre din bhi yehi harkat ki. Phir eek din tawaf karke parche ko dekha’kuch door gaya tha k murdah ho kar gir pada’main ne iski jeeb se parcha nikal kar dekha to is par ye ayat likhi hui thi.
Tarjuma: “apne parwardigar k hukum k liyen sabar kar or muntazir reh kiyun k tu humari ankhon k samne he”.



Az
Qutub-e-Madina Hazrat Imam Abdullah Yafai Yamni

Urdu Tarjuma:
Hazrat Molana Jafar Ali Nagenwi R.A


Intekhab-o-Tehseel
Molana Imdad Allah Anwar
Ustad Jamia Qasim Alulom,Multan
Sabiq Mueen Altehqeeq Hafti Jameel Ahmed Thanwi R.A Jamia Ashrafiya Lahore

Darul Moarif
Inayat Por, Tehseel Jila Por Peerwala, Multan

Kitab
Karamat-e-Auliya

Page No
125

No comments:

Post a Comment

Please Share this blog to everyone!
Hadees ka mafhom he k Achi baat ko dosro tak pohnchana bhi Sadqa e Jariya he....!