ALLAH K WALI

ALLAH K WALI
Google Search

Friday 23 September 2011

Mujhe Sirf ALLAH Chahiye


Eek buzurg farmate hain k dunya apni zinat or araish or shehwat ke sath mere samne pesh ki gai main ne is se atraz kiya phir akhrat ma hor-o-qusor k pesh ki gai main ne is se bhi atraz kiya’ is waqt mujh se kaha gaya k agar tu ne dunya ki taraf tawaja ki hoti to hum tujhe akhrat se rok dete’ or akhrat ki taraf mutawaja hota to tujhe apne se rok dete’ ab hum tere waste mojod hain or dono se tera hissa tere pas ajaiga.
or Hazrat Ahmed Ibne Khizarwiya R.A farmate hain main ALLAH RAB-UL-IZZAT ko khuab main dekha aap ne mujh se farmaya “A Ahmed! Sab log mujh se kuch mangte hain siwaye Bayazeed (Bistani R.A) K K wo sirf mera talib he”.



Az
Qutub-e-Madina Hazrat Imam Abdullah Yafai Yamni

Urdu Tarjuma:
Hazrat Molana Jafar Ali Nagenwi R.A


Intekhab-o-Tehseel
Molana Imdad Allah Anwar
Ustad Jamia Qasim Alulom,Multan
Sabiq Mueen Altehqeeq Hafti Jameel Ahmed Thanwi R.A Jamia Ashrafiya Lahore

Darul Moarif
Inayat Por, Tehseel Jila Por Peerwala, Multan

Kitab
Karamat-e-Auliya

Page No
236

No comments:

Post a Comment

Please Share this blog to everyone!
Hadees ka mafhom he k Achi baat ko dosro tak pohnchana bhi Sadqa e Jariya he....!