ALLAH K WALI

ALLAH K WALI
Google Search

Friday 23 September 2011

Pathar Se Pani Nikal Parda


Hazrat Ibrahim Bin Adham R.A

Hazrat Ibrahim Bin Adham R.A  farmate hain K main eek bakriyon K charwahe K pas gaya or kaha K Tumhare pas kuch pani ya dodh he? Kaha han he tumhain donon main se kon sa maghrob he. Main ne kaha pani. Usi waqt is us ne apni lakrdi nehayat sakht pathar par mari to us main surakh ho gaye or pani behne laga’ main ne piya to baraf se ziyada thanda or shehed se ziyada metha tha main heran reh gaya unhon ne kaha taajub na kar kiyun K jab bandah maula ki ataat karta he to har chez is ki ataat karti he.




Az
Qutub-e-Madina Hazrat Imam Abdullah Yafai Yamni

Urdu Tarjuma:
Hazrat Molana Jafar Ali Nagenwi R.A


Intekhab-o-Tehseel
Molana Imdad Allah Anwar
Ustad Jamia Qasim Alulom,Multan
Sabiq Mueen Altehqeeq Hafti Jameel Ahmed Thanwi R.A Jamia Ashrafiya Lahore

Darul Moarif
Inayat Por, Tehseel Jila Por Peerwala, Multan

Kitab
Karamat-e-Auliya

Page No
268

No comments:

Post a Comment

Please Share this blog to everyone!
Hadees ka mafhom he k Achi baat ko dosro tak pohnchana bhi Sadqa e Jariya he....!